Happy Raksha Bandhan Shayari
Happy Raksha Bandhan Shayari
Happy Raksha Bandhan Shayari
Happy Raksha Bandhan Shayari for Brother and Sister : Raksha Bandhan festival is the blissful connection of love between brother and sister. It is a famous and commonly India by all Bhai Behen/ brother and sister. It is really preferred festival wherein sister band rakhi or holy thread around their brother’s wrist. In return, they upload Some Happy Rakhsha Bandhan Shayari on Facebook or Whatsapp.
Pal Pal se banta hai ehasas,
Ehsas se banta he vishvas,
Vishvas se bante he rishte,
Aur rishte se banta hai koi khas,
Wishing a happy raksha bandhan.
————
Aaya Rakhi ka tyohaar
Chhayi khushiyon ki bahaar
Ek resham ki dori se bandha
Bahan ne bhai ki kalaayi pe pyaar
Happy Raksha Bandhan!
————
Tyoharo ka tyohar
Rakhi ka tyohar.
Jis se jhalakta he
Bhai Behen ka Pyaar..
Happy Raksha Bandhan…
————
Neend apni bhula kar sulaye humko,
Aansu apne gira ker hasaye sabko,
Dard kabhi na dena us devi ke avtar ko,
Jamana jise kehta hai bhain jisko,
Happy Raksha Bandhan sweet Sis…
————
Sath pale aur sath bhade hain
Khoob mila bachpan mein pyar
Bhai bhain ka pyar bhadane
Aaya rakhi ka tyohar
Happy Raksha Bandhan Festival
————
Raksha bandhan sms in Hindi
Chawal Ki Khushbu Or Kesar Ka Singar
Bhaal Tilak Or Khusiyo Ki Bauchar
Behno Ka Sath Or Besumar Pyar
MUBARAK Ho Apko Raakhi Ka Tyohar
————
Kya Bataoon Yaar Meri Kismat Ki Kahani
Kuch Is tarah Likhi Gai
Jin Hatho Se Gulab Dena Chaha Tha
Unhi hatho me vo Rakhi Bandhkar Chali Gai.
————
Na Papa KE Maar Se Na Dosto KI Fatkar Se,
Na Ladki K Inkar Se,
Na Chappalo K Bochar Se,
Aap Jaise Ashiq Sudhrenge
Sirf “RAKHI” k tyohar se.
————
Taro ka chamkta ghana ho
Meri bahana sabse nayari ho
Jo bande muje rakhi vo
Meri didi sabsa pyari ho…!
————
Rang Birange Mausam main Sawan ki Ghata Chai
Khushiyon ki saugat lekar pyari bahina aai
Bhai ke haton main saje rakhi se kalai
Sada Khush & Sukhi rahe Bahen and Bhai
————
Magi thi duwa humne Rabse.
Dena mujhe ek pyari “Bhan” jo alag ho subse…
Us khuda ne de di hme ek pyari c “BAHAN” or kha…
Sambhalo ye ‘ANMOL’ h subse…
Happy Rakhi…!
————
Mere bhai bandh du tere haat me rakhi,
Rakhi nahi ye to hai pyar ka dhaga,
Jo jode hum dono ko sare umaar pyarse….
Happy Rakshabandhan…..!
————
Apki charcha hai har gali mein,
Har ladki ke dil me apke liye pyar hai,
Ye koi chamatkar nahi time hi aisa hai,
Kyonki kuch hi dino me RAKHI ka tyohar hai!!
————
Tyoharo ka tyohar
Rakhi ka tyohar.
Jis se jhalakta he
Bhai Behen ka Pyaar…
Happy Raksha Bandhan…
————
Kaamyabi tumhare kadam chume,
Khushiyan tumhare charo aur ho,
Par bhagwan se itni prarthana karne ke liye,
tum mujhe kuch to commission do!
To my extremely lovable (but kanjoos) brother…
Just kidding as always.
“Happy Raksha Bandhan.”
————
We gain and lose things every day.
But trust me on one thing.
You’ll never lose me.
I will always be here.
Happy Raksha Bandhan.
————
Raksha Bandhan; it’s a treasure of love
and security! Keep this bond
everlasting with pure heart.
Happy Raksha Bandhan.
————
I wish u “HAPPY RAKHI” and
I pray to God for ur prosperous life.
May you find all the delights of life,
may ur all dreams come true.
My best wishes will always be with you
and I wish that u’ll always shower your blessings on me.
————
Unbreakable it’s a bond of faith!
Unbeaten it’s a sense of delight!
It’s not only the band it’s a wrap
Of security with infinite care for!
Happy Raksha Bandhan
————
May this Rakhi bring you everything
you desire and everything you dream of.
May success accompany you in every
step that you take.
Have A Blessed Rakhi.
Check This :
Brothers provide gifts or money to her sister during this big event. Raksha Bandhan is a festival in which brother and sister send Raksha Bandhan Shayari in order to celebrate Raksha Bandhan festival. It’s a festival wherein sisters pray for a long live to his brother both he is elder or younger.
Behna ne bhaiya ki kalai par pyar bandha hai,
Tum khush raho hamesha yahi suagat manga hai…
Subh Rakshabandhan….!
————
“Har ladki ko aapka inteezar hai
Har ladki aapke liye bekaraar hai
Har ladki ko aapki aarjoo hai
Dost, Yeh aapka koi kamaal nahi
Kuch din baad ‘Rakhi’ ka tyohar hai!”
————
“Rakhi Ka Tyohar Tha
Rakhi Bandhane Ko Bhai Taiyar Tha
Bhai Bola bahna meri ab to rakhi bandh do,
Bahna Boli, Kalai Peechhe karo, Pahale Rupaye Hazaar do.”
————
“Kya Bataoo Yaaro
Meri Kismat Ki Kahani
Kuch Is tarah Likhi Gai
Jin Hatho Se Gulab Dena Chahta Tha
Unhi hatho me vo Rakhi Bandhkar Chali Gai”
————
“Usaka Husn gaya kaleja cheer
Nayano Se Chhuta ek teer
Vo Muskrai, Nazdeeq aai
Boli, Rakhi Bandhwale mere veer”
————
CHANDAN ki lakri foolon ka haar.
August ka mahina savan ki phuhar
Bhaiya ki kalai bahen ka pyar
Mubarak ho ap ko Rakshabandan ka tyohar….
————
Har ilzam ka haqdar vo hame bana jati hai,
Har khata ki saza vo hume bata jaati hai,
Hum har baar khamosh rah jate hai,
Kyonki who har baar Raksha Bandhan ka darr dikha jaati hai!!!!
————
Raksha bandhan ka tyohar hai
Har taraf khusiyon ki bochaar hai
Bandha ek dhage mein
Bhai-Bhain ka pyar hai.
————
Rishta hai janmo ka hamara
Bharose ka aur pyaar bhara
Chalo, ise bandhe bhaiya Rakhi ke atut bandhan mein.
Happy Raksha Bandhan to my dearest bro……
————
Galiyan fulon se saja rakhi hai,
Har mode per ladkiyan bitha rakhi hai,
Pata nahi tum kahan se aa jao,
Isliye sabke hath me rakhi thama rakhi hai.
————
“Har ladki ko aapka inteezar hai
Har ladki aapke liye bekaraar hai
Har ladki ko aapki aarjoo hai
Yeh aapka koi kamaal nahi
Kuch din baad ‘Rakhi’ ka tyohar hai!”
Happy Raksha Bandhan
————
Neend apni bhula kar sulaye humko,
Aansu apne gira ker hasaye sabko,
Dard kabhi na dena us devi ke avtar ko,
Jamana jise kehta hai bhain jisko,
Happy Raksha Bandhan Sweet Sister
————
Payal chhankaati aai thi, payal chhankaati chali gayi,
Main sindoor leke khada tha vo mujhe rakhi bandh ke chali gayi…
————
Rishta hai janmo ka hamara,
Bharose ka aur pyaar bhara,
Chalo bhaiya, ise bandhe Rakhi ke atut bandhan mein!
Happy Raksha Bandhan to my dearest brother!!
————
Ya Rabb Meri Duaon Mein Itna Asar Rahe
Phoolon Se Bhara Sada Meri Behna Ka Ghar Rahe …
Happy Raksha Bandhan
As a great brother, you may wish your sister with Happy Raksha Bandhan Shayari in Hindi. We Have the Best Collection of Rakhi Shayari in Hindi, Raksha Bandhan Shayari for brother in Hindi, Happy Raksha Bandhan Shayari for sister. The divine thread string indicates the connection of safety wherein sister pray for the wellness of her brother and brother assures to prevent her sister from all damages.
Yu Toh hai hum Brahmachari
Per ladki Dekhi to Aankh mari
Pati to Hamari varna……
Rakhi ki hai taiyaari
————
Rishta hai janmo ka hamara,
Bharose ka aur pyaar bhara,
Chalo bhaiya, ise bandhe Rakhi ke atut bandhan mein!
Happy Raksha Bandhan to my dearest brother!!
————
Payal chhankaati aai thi,
payal chhankaati chali gayi,
Main sindoor leke khada tha
vo mujhe rakhi bandh ke chali gayi…
————
Aankho mein “Sharafat”
Chaal mein “Najakat”
Dil mein “Sachchai”
Aur chahre mein “Safai”
Phir kyon na bole har ladki aapko “Bhai”.
————
Dil ki baat dil me mat rakhna,
Jo pasand ho usse I Love You kahana.
Agar vo gusse me aa jaye to darna mat….
Rakhi nikalna aur kahana… pyari bahana milate rahana…
————
Khuda Kare Tujhe Khushiyan Hazaar Mile,
Mujhse Bhi Achcha Yaar Mile,
Meri Girlfriend Tujhe Bandhe RAKHI,
Tuje Aur Ek Behan Ka Pyaar Mile…
————
Aaj din bohot khaas hai,
Behna k liye kuch khaas mere paas hai,
O behnaa tere pyar ke khaatir..
Tera bhaiya hamesha tere aas-paas hai!!
————
“Aati Thi Jaathi Thi
Hansti Thi, hansati thi
Bhagati Thi, Bhagaati Thi
Bolti Thi, Bulwati Thi
Per aaj pata chala ki
Wo mujhe rakhi bandhana chahati thi.”
————
Agar aapko koi bhi anjan parcel mile to kripiya use na khole,
Usme…RAKHI ho sakti hai,
Apki jara si laparvahi apko, Bhai bana sakti Hai…
-Purush Janhit mai jari
————
Ummidon ki manzil doob gayi,
Khwabon ki duniya beh gayi,
Abe teri kya izzat reh gayi,
Jab ek zakkas item tere ko “BHAIYA” keh gayi….
————
Neend apni bhula kar sulaye humko,
Aansu apne gira ker hasaye sabko,
Dard kabhi na dena us devi ke avtar ko,
Jamana kehta hai behain jisko,
Happy Raksha Bandhan sweet Sis.. ko
————
Sath pale aur sath badhe hain
Khoob mila bachpan mein pyar
Bhai bahan ka pyar badhane aaya ye tyohar
Happy Raksha Bandhan to All
————
Chawal Ki Khushbu or Kesar Ka Singar
Bhaal Tilak or Khusiyo Ki Bauchar
Behno Ka Sath or Besumar Pyar
MUBARAK Ho Apko Raakhi Ka Tyohar!!!
————
Aya hai jashn ka Tyohar,
Jisme hota hai bhai bahan ka pyar,
Chalo manaye raksha ka ye tyohar!
————
Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe
Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe
Bhaiyaa Goud Mein Uthao Na Aaj Mujhe
Waise Hoon Badi, Par Mann Se Chhoti
Aaj Bhi Maan Lo Na Zid Meri!
Happy Rakhi…
————
Yad hai hamara wo bachapan,
Wo ladna-zagdana aur vo mana lena,
Yahi hota hai bhai bahan ka pyar,
Aur esi pyar ko badhane ke liye aa raha hai rakshabandhan ka tyohar
————
Mere bhai jaisa Na hai Na hoga koi Duja,
Mein aarti utar ke karoo teri puja
Man kare hai bhaiyya, main ud ke paas tere aa jaoon,
Leke Rakhi aur Chocolate!!
————
Phoolo ka taro ka sabka kehna hai,
Ek hajaro me meri behna hai,
Sari umar hame sang rehna hai….Happy Rakhi..!
Additionally, they express their affections by shipping them handmade Rakhi Designs, Raksha Bandhan greeting cards along with Shayari, bracelet rakhi and many more. Therefore, remembering the requirement in that we once again get the best Raksha Bandhan gifts for sister and brothers, Raksha Bandhan gift ideas and Many More.
Happy Raksha Bandhan Shayari for Brother & Sister
Two Line Raksha Bandhan Shayari for Sister
kisī ke zaḳhm par chāhat se paTTī kaun bāñdhegā
agar bahneñ nahīñ hoñgī to rākhī kaun bāñdhegā.
————
2 Line Happy Raksha Bandhan Shayari for Sister
Duniya Ki Har Khushi Tujhe Dilaunga Mai…
Apne Bhai Hone Ka Har Farz Nibhaunga Mai…
————
Happy Raksha Bandhan Shayari in Hindi
Aaj ka din bahut hi khaas hain,
Behna ke liye kuch mere pas hai,
Tere sukoon ki khaatir o behna..
Tera bhaiya humesha tere sath hai.
————
Happy Rakhsha Bandhan Shayari for Brother
Chandan Ka Teeka Resham Ka Dhaga,
Sawan Ki Sugandh Barish Ki Fuhar,
Bhai Ki Umeed Bahna Ka Pyar, Mubarak Ho Aapko
“Raksha Bandhan” Ka Tyohar.
————
2 Line Raksha Bandhan Shayari in English Fonts
zindagī bhar kī hifāzat kī qasam khāte hue
bhai ke haath pe ek bahan ne rākhī bāñdhī.
————
Heart Touching Raksha Bandhan Shayari
Neend apni bhulaa kaar sulaaaye humko,
Aansu apne gira ker hasaye sabko,
Dard kabhi na dena us Mahaan avtaar ko,
Jamana jise kehtaa hai bhai jisko.
————
Rakhi Shayari for Sister in English Fonts
Rishta hai janmo ka hamara,
Bharose ka aur pyaar bhara,
Chalo, ise bandhe bhaiya,
Rakhi ke atut bandhan mein.
‘Happy Raksha Bandhan’ to my dearest bro.”
————
Raksha Bandhan Wishes Shayari for Sister
Mila Hai Kitna Pyaar Muje Tujhse O Bahna,
Kaise Mai Ye Lafjon Me Batlau,
Tu Rahe Khus Humesa Yahi Dua Me,
Aaj Sir Ko Jhukau…
————
Raksha Bandhan Wishes Shayari in Hindi
“Uska Husn gaya kaleja cheer
Nayano Se barbas Chhuta ek teer
vo Muskrai, Nazdeeq aai
Boli, Rakhi Bandhwale mere veer.”
————
yā rab mirī duāoñ meñ itnā asar rahe
phūloñ bharā sadā mirī bahnā kā ghar rahe.
————
Chandan ki lakri foolon ka haar,
August ka mahina savan ki phuhar
Bhaiya ki kalayi, bahen ka pyar,
Mubaarak ho aap ko
Raksha bandan ka tyohaar…!!!
————
Raksha Bandhan Shayari in Hindi Fonts
याद आता है अक्सर वो गुज़रा हुआ ज़माना,
तेरी मीठी से आवाज़ में भाई कहकर बुलाना,
वो सुबह स्कूल के लिए तेरा मुझको जगाना,
अब क्या करे बहना यही है ज़िन्दगी का तराना.
————
आया है एक जश्न का त्यौहार,
जिसमे होता है भाई बहन का प्यार,
चलो मनाये रक्षा का ये त्यौहार!
रक्षा बंधन मुबारक !!
————
bahan kā pyaar judāī se kam nahīñ hotā
agar vo duur bhī jaae to ġham nahīñ hotā
————
Behano Ko Bhaiyon Ka Saath Mubarak Ho;
Bhaiyon Ki Kalaiyon Ko Behano Ka Pyar Mubarak Ho;
Rahe Yeh Sukh Humesha Aapki Zindagi Mein;
Aap Sabko Rakhi Ka Paavan Parv Mubarak Ho!!!
————
Khush kismat hoti hai wo behan
Jiske sir par bhai ka haath hota hai
Har pareshaani mein uske saath hota hai
Ladna jhagadna fir pyaar se manana
Tabhi to is rishte mein itna pyaar hota hai
————
Tere Har Gum Ko Apna Bnaunga Mai…
Khud Ro Kar Bhi Tujhko Hsaunga Mai,,
Mushkilo Me Gale Se Lagaunga Mai…
Har Dard Se Tujhko Bachaunga Mai…
Tu Padhe Aur Badhe Uncha Naam Kare…
Is Liye Khud Kma Kar Tujhe Padhaunga Mai…
Lakh Kante Kio Na Ho Mere Rah Me…
Magar Teri Khushi Ke Liye Bahan Un Kanto Pe Bhi Muskurata Chla Jaunga Mai…
————
Rishta Hai Ye Janmon Ka
Bharose Ka Aur Pyar Ka
Aur Bhi Gehra Ho Jaaye ye Rishta
Kyunki Rakhi Tyonhar Hai Bhai Behno Ke Pyar Ka
————
Lal gulabi rang me jhoom rahan sansaar,
Suraj ki rosani aur khushiyo ki bahar,
Chaand ki chandni aur apn kaa pyaar,
Badhae ho aapko yeh Rakhi kaa tyowhar.
————
वो बचपन की शरारते,वो झूलों पे खेलना
वो माँ का डांटना,वो पापा का लाड—-
पर एक चीज़ जो इन सब से ख़ास है—
वो है मेरी प्यारी बहन का प्यार
रक्षा-बंधन की हार्दिक शुभकामनायें-
0 comments