Mohabbat Shayari in Hindi
Mohabbat Shayari in Hindi
Mohabbat Shayari in Hindi
Phir na kijey meri gustaakh nigaahi ka gila, Dekhiye aap ne phir pyaar se dekha mujhe..
उसकी ये मासूम अदा मुझको बेहद भाती है, वो मुझसे नाराज़ हो तो गुस्सा सबको दिखाती है….
Baat sirf itni se thi ki tum ache lagti thi…. Baat itni badh gaye hai ki tumhare siva koi acha ni lagta
Us ke Be-Naqab Honey tak…!! Main Bhi Shamil Tha Hosh Walon Mein.. !!
Mohabbat Mil Nahi Sakti, Mujhe Maloom Hai…!! Magar Khamosh Baitha Hun, Mohabbat Jo Kar Baitha Hun…!!
mujhe ek galti karne ki izazat ho to… mai fir se mohabbat karunga tumse…
Main Bimaar-e-Muhabbat Hoon Mujhey Kya Gharz Hakeemo Se…!! Agar Meri Shifaa Chaho Mera Mehboob Le Aao…!
रब से आपकी खुशीयां मांगते है, दुआओं में आपकी हंसी मांगते है, सोचते है आपसे क्या मांगे, चलो आपसे उम्र भर की मोहब्बत मांगते है।
Hamne To Aek Hi Shaks Pe Chahat Khatm Kardi Ab Mohabbat Kisko Kehte He Kuch Maaloom Nahi…
Tujh se mile na the tou koi aarzoo na thi …. Dekh liya tujhe tu tere talabgaar ho gaye..!!
acha lagta hai tera naam mere naam ke sath… jese koi khoobsurat subah judi to kisi haseen sham ke sath…
Tum jis Rastey se Chaho Aa jaana, Mere Charo Taraf Mohabbat Hai.
kuchh khaas nahi bas itanee see hai mohabbat meri , har raat kaa aakhari khayaal aur har subah ki pahali soch ho tum.
Us k Chor jany k Bad hum Mohabbat Nahi Karty Kisi Se …..! Thori Si to Umer Ha Kis Kis Ko Azmaty Phren gy ….
Mujhe Chahate Honge Or Bhi Log Bohat.. Magar Mujh Ko Mohabbat Sirf Apni Mohabbat Se Hai……!
Mohabbaton se jaane kyun yaqeen ab to uth sa chala hai Wafa bhi khaye kasam jiski, mujhe us wafa ki talash hai !!!!
Aasaan Nahi Hai Hum Se Yu Shayarion Me Jeet Pana, Hum Har Ek Shabd Mohabbat Me Haar Ke Likhte Hain.
Khubsurat Sa Ek Pal Kissa Banjata Hai Jane Kab Kaun Zindagi Ka Hissa Banjata Hai Kuchh Log Zindagi Mein Milte Hai Aise Jinse Kabhi Na Tutnewala Rishta Banjata Hai.
Teri Har Ada Mohabbat Si Lagti Hai Ek Pal Ki Judai Muddat Si Lagti Hai Pehle Nahi Ab Sochne Lage Hain Hum Ki Zindagi Ke Har Lamhe Main Teri Zarurat Si Lagti Hai.
Read This :
0 comments